Insaniyat
Kahte h itihaas khud ko dohrata h
Jo jaisa karta h .. Wo waisa hi pata h
Dil wahi hoga .. Zazbaat wahi honge
Kirdaar badlenge .. Mgr insan wahi honge ...
Dava nahi kar sakta, chal mana tu amir nahi
Mgr saantvana v na de ske .. tu itna to fakir nhi
Katu shabd kah kah kar or na use besahara kar
Insan h tu, Insaniyat se to na kinara kar ...
Paperwiff
by aishapaswan